Khunjurab jate howe kuch pyeri tasaweer !
Assalam o Alaikum !
Subha bakhair sub bhaaaio ko .
umeed karta hon hamesha ki trhaa sub hi bhot achee hon gyee aur duao main yaad rakhte hon gyee . raat main ne ap sub k sath car ki pics share ki ye sub pics main ne aik autoshow main bnai thi aur sub ki pics share ki aur apko detail bi btai unki .
jesa k jante hain main ap se her kism ki sharing karta hon aur urdu main article likhta hon ta k sub pakistani aur indian aur jitne bi friends hain easily parh sake .
main aj ap k le again traveling ki pics share karne laga hon umeed hain ap sub ko bhot hi pasand aye gi pakistan aik bhot pyera mulk hain aur yahan natural beauty bhot zaiyda hain aur aysi places hain insan ka daikh k dil khush hota hain pakistan her country se log visit k le ate hain aur bhot zaiyda khush hote hain pakistan main bhot pyeri jaghye hain jin main murree kaghan naran hunza swar kashmeer aur bi bhot si pyeri jaghye hain
Khunjurab
jo pics main ne ap k sath share ki hain ye khunjrab pass jate howe hain khunjrab pass pak aur china ka border hain aur bhot zaiyda height pe hain
ye 4,880 m ki bulandi pe hain idr oxegen bhot kam hoti hain aur snow se dhanpa hota hain aj kal idr ka weather -20 tak hota hain aur snow bhot zaiyda hoti hain .
bhot se log idr ghumne jate hain secially pakistan ki trf se hazaro log jate hain jub yahan k raste khule hote hain idr jate howe kafi pyeri kaghe daikhne ko ati hain jin main hunzaa , atabad lake aur bhot si tunels hain .
main tu sub ko hamesha ki trha zaror kaho ga k aik bar zaror visit karne jaye hum 2 dost gye the buss aur 8 din kza tour tha aik din stay naran main gya wahan se babu ser top gye aurr udr se hotwee howe chillass se guzar k gilget ponche .
wahan stay kia aur agay hunza nikal gyee rastaa bhot hi achaa hain raod bhot ache hain aur maze k hai wahan se hum ne sust stay kia aur sust se khunjurab 2 hours k distance pe hain wahan aur tu kuch nahi hain lekin snow aur china border daikhne k le kafi log jate hain
umeed hain sub ko post achi lagi ho gi kisi ko koi bi info chahye tu comment kar de
duao main khyal rakhna .
Allah hafiz milte hain kuch ni pics k sath sham ko .
Behtarin jagah...
Posted using Partiko Android
Kia bat hai apki zabr dast nazara hai
Waah pakistan me bhi aisi khubsurat jagah hai pata nahi tha. Sach me kamaal ke photos hai
Congratulations @explorenature! You have completed the following achievement on the Steem blockchain and have been rewarded with new badge(s) :
Click here to view your Board of Honor
If you no longer want to receive notifications, reply to this comment with the word
STOP
To support your work, I also upvoted your post!
Do not miss the last post from @steemitboard:
You got a 37.14% upvote from @upmewhale courtesy of @explorenature!
Earn 100% earning payout by delegating SP to @upmewhale. Visit http://www.upmewhale.com for details!