World's First Mobile Phone - 3995$ Only Motorola DynaTAC

in #video6 years ago


Namaskaar Dosto, is video mein maine aapse Motorola DynaTAC 8000X ke baare mein baat ki hai, yeh first phone tha jise Motorola ne showcase kiya tha 1973 mein aur fir commercially available hua tha 1983 mein, Maine is video mein aapse isi DynaTAC ke baare mein baat ki hai aur discuss ki hai iski kuch specifications aur kuch khaas features is phone ki jiski price thi 3995$ 1983 mein aur yeh bana first phone jis se log wireless tareeke se use kar sakte the. Mujhe umeed hai ki aapko Motorola DynaTAC 8000x ke baare mein yeh video pasand aayegi

Coin Marketplace

STEEM 0.19
TRX 0.15
JST 0.029
BTC 63498.69
ETH 2645.91
USDT 1.00
SBD 2.80