You are viewing a single comment's thread from:

RE: हमारा परम धर्म : दान ---- (भाग – ४)

in #life6 years ago

Dan bahut hi uttam h kintu dan bhao purwak hona chahiy, dan ke liye koi supatra ya kupatra jaisi sthiti ni honi chahiy awasykta vivasta hi dan ke liye nirbhar karti h awaskyta padne par sabko dan ki awaskyata padti h. dekha jay to is jeev jagat me bina koi dan liye aur bina koi dan diye rah hi ni sakta h chahe wah kisi bhi prakar ka dan ho. ek vistrit rup me soche to sara sansar dan kar raha h aur le bhi raha h. jo jaisa h us roop me kar raha h aur le raha h. dan keval dhan ko man lena hi dan ke bare me hamari jankari adhuri hogi aur dan ka mahatv jo ham logo tak pahuchana chahte h wah adhura hoga. ant me(mehta (70)) ji ko bahut bahut dhanywad aur ap sabhi se anurodh mujh par bhi ashirwad banay aur margdarshan ka ausar pradan kare

Coin Marketplace

STEEM 0.18
TRX 0.15
JST 0.029
BTC 62260.20
ETH 2431.98
USDT 1.00
SBD 2.64