How to open petrol pump in India.

in #india6 years ago (edited)

Hello Dosto, Petrol pump ke baare me to aap jaante hi honge aap bhi apna petrol pump khol sakte hai. Isme bahut faayda hai aur jyada mehnat bhi nahi hai isliye bahut koi petrol pump kholna chahte hai. Agar aap bhi petrol pump kholna chahte hai to iss post ko aap jarur pura padhe. 

Image Source joylokenathiocl.com

Kon kholwa sakta hai petrol pump.

  • Dosto sab se jaruri chij hai jameen, aapka khud ka jameen hona chahye wo bhi main road ke kinaare. Bina jameen ke to aap petrol pump nahi kholwa sakte na dosto. 
  • Agar jameen aapka nahi aapke kisi relative ka hai to aap uss par bhi petrol pump shuru kar sakte hai lekin aapko NOC aur affidavit banana padega.
  • Petrol pump kholna hai to aap ke pass bharat ki nagrikta honi jaruri hai koi baahri aadmi bharat me aake petrol pump nahi khol sakta hai. 
  • Aapki umar 21 saal se lekar 55 saal ke beech honi chahye. aur kam se kam 10th pass hona jaruri hai.

Dosto filhaal ke liye itna hi ab aage ki jnkaari main aapko dusre post me dunga ek hi post me sab kuch likh dunga to post lamba ho jaayega aur aap bor ho jaaoge post padhoge bhi nahi isliye tod tod kar ke main likhta hoon.  

Sort:  

To listen to the audio version of this article click on the play image.

Brought to you by @tts. If you find it useful please consider upvote this reply.

Coin Marketplace

STEEM 0.30
TRX 0.12
JST 0.033
BTC 64449.70
ETH 3164.37
USDT 1.00
SBD 3.87