water is life save water for future

in #water6 years ago

m-09snb-pg21-0 (2).jpg
payas lagne par hi sabko pani ki kimat samajha aati hai ,logo ki ye soch ban gaye hai ki akele hamare pani bachane se kya hoga log ye kyo bhul jate hai ki bund bund pani dalne se ghada bhar jata hai ,sahrikran se dhrti me jal sanchya ka marg pakki sadko ke banne se dhere dhere band hote ja rahe hai kuye talabo ka dhere dhere astitva khtam hota ja raha hai es karn se baris ka jal bahkar nadeyo me chla jata hai our to our jagha jagha hand pump, nalkup laga kar dhrti ka jal ka dohan dino din badhta ja raha hai,naye hand pump ,nalkup lgane ke bjaye purane talabo ko hi sanrkshit kiya jaye, kuo ko band krne ki byaye adhik se adhik varsa ka jal sanrkshit kiya jaye jesse bhughrabh jal ke gerte star ko bachya ja sake , jal ko bachne ke liye har kisi ko aage aana hi hoga ,nahi to bo samya dur nahi pani youdha ka karn ban jaye.

m-09snb-pg21-0 (3).jpg
bhujal ka rechraj ka koi pryas nahi ho raha hai es bajh se garmiyo me sthiti darabani ho jati hai ,eske liye jab tak hr vyakti pryas nahi krega tab tak sthiti ashi hi bhyanak rahegi ,sarkar ki or dekhne se behtar ye hoga ki har vyakti apne star se pryas kare,

m-14jnp-pg2-0.jpg
agar koi pryas nahi bhi keya jata hai to ham sab milkar band hote kuo ko to apne satr se bacha sakte hai,talabo our pokhro ko bacha kar unme jal sarkshit kar hi sakte hai ham sabke thode pryas se bhi kuch had tak samsya ko kam kiya ja sakta hai. agar aaj hamne gerte jal star ko bachne ke liye pryas nahi kiya to hamari bhvisya ki pidiyo ke liye ham gambhir sankat chod jayege,

asudhaiva kutumbakam - ye dhrti ham sabki hai eski surksha hamra dayetav banta hai,adhikar ke sath kartvya bhi nibhya jaye to ham sab apni hi najro me samman ke hakdar hoge. samman nahi to kuch bhi nahi.

Sort:  

Yes water is most important is our Life.

Coin Marketplace

STEEM 0.28
TRX 0.13
JST 0.032
BTC 61626.58
ETH 2940.28
USDT 1.00
SBD 3.66