Kuming china ka aik bhot pyera shaheer

in #urdu5 years ago

Asalam o Alikum ,

umeeed hain subb bhaai theeek hon gyee aur sub see phele main sub k sath mazraat karta hon k ap sub k sath koi pics ni send kar saka kal se ,

asal main problem ye hoi k main lahore friends k sath tha tu time hi ni mila koi bi pics bna k ap sub k sath share karne ko tu socha aj apko ub send kar deta hon jesa k sub jante hain main pakistan ki tu bhot si pics ap sub k sath zaror share karta rehta hon tu socha ap sub k sath kuch ilehda share kar do umeed hain sub ko pasand aye gi aur ye jagha bi bhot achi hain

sub se phele ap sub ko naiya saal bhot bhot mubrak ho aur sub hamesha khush raho meri dua hain kal raat sub ne bhot enjoy kia pakistan main bi bhot si jagho pe atish bazi ki .

Kuming

kuming china ka captial city hai aur bhot hi pyera city hain ye bi pakistan ki trha murre ki trha ka mosam hota hain ye yunnan state main ata hain aur bhot hi pyeri jagha hain bhot se log idr jate hain mere dost china gye howe the tu wo mujh sath pics wagira share karte rehte hain aur umeed hain ap sub ko bi bhot pasand aye gi

jesa k ap pics main daikh rahe hain aur mosam ka bi andaza ho raha hain yahan ka mosam bhot hi acha hain aur log yahan visit k le bhi bhot jate hain dost k zime lagya hain k aur bi pics share karta rahe tu jese jese mujhe pics milte rahe gi main ap sub k sath zaror share karo ga

IMG-20181203-WA0008.jpg

IMG-20181203-WA0007.jpg

IMG-20181203-WA0006.jpg

kuming ka mosam acha hain garmio main 22 se 25 tak rehta hain aur aj kal 1 se 15 tak rehta hain kiyun k asain counties main aj kal sardi ka mosam hain

kiyun k idr ka mosam bhot acha hain tu sub is jagha ko bhot like karte hain aur ghumne jate hain yaahan students parhne bi bhot jate hain kiyyun k achi state hain aur pakistan k bhot se log is country main hain aur is state main hain jese hi mujhe aur pics mile gi main ap sub k sath zaror share karo ga

IMG-20181203-WA0005.jpg

IMG-20181203-WA0004.jpg

IMG-20181203-WA0003.jpg

IMG-20181203-WA0002.jpg

umeed karta hon china ka ye city bi sub ko bhot pasand aya ho ga ye pics mere aik dost ne send ki hain main ne bi unke sath jana tha lekin kuch problems ki waja se main ni ja saka ,

ubhi aik jagha aur apply kia howa hain dua karna wahan ka ho jae agr udr ka ho gyaa tu phr ghumne zaror jaoga aur ap sub k sath pics bi share karo ga ,
sub apna bhot khyal rakhna aur duao main yaaad rakhna

Allah hafiz .

Sort:  

G bhot khoobsorat ha ghoomny ka apni hi maza ha Awesome Cool Nice Fantastic

Posted using Partiko Android

Coin Marketplace

STEEM 0.29
TRX 0.12
JST 0.032
BTC 63822.89
ETH 3083.13
USDT 1.00
SBD 3.99