Aatma

in #undefined6 years ago

Ramjan sahi maayno me social justice ka mahina hai. Yeh roje k saath hi tyaag, tapsya, or saamajik insaaf ki avdhaarna ko pesh karta hai. Ramjan saal bhar me aane waale baaki ke 11 mahino ke saamajik or dharmik agende ke parbandhan ka parsikshan maah bhi hai. Is mahine ki vyvsatha or siksha baaki 11 mahino me b saamajik or aarthik barabari ka aadarsh pesh karti hai. Ye hakikat hai ki sarshti ke tamam jeevo me
Maanav hi khud ki control kar sakta hai.
Or saare jeevo
Me use yahi quality sabse uncha banati hai.
Image-https://www.jainmantras.com/will-of-the-soul/

Coin Marketplace

STEEM 0.17
TRX 0.16
JST 0.029
BTC 61821.96
ETH 2402.01
USDT 1.00
SBD 2.57