Hartalika teej ek anutha tyuharsteemCreated with Sketch.

in #teej6 years ago

Ap sabhi mitro ko mera namskar aj mai bahut hi pawan aur lokpriy tyuhar ke bare me ap sabhi ko batane ja raha hu yah tyuhar suhagan mahilay apni pati ke lambi ayu evam pati ke acheswasth sukh, sampada ke liye rakhti h. aj ke din sabhi mahilay bina ann jal ke pure 24 ghante ka nirjala vrat rakhti h tatha pure din puja path ka karykram chalta h aj bhagwan sankar ki puja ki jati h bade hi harsh ullash ke sath mahilay bhajan sandhya wa ratjagga ka ayujan karti h tatha sath me sabi prakar ki katha kahanio evam dharmik lathao ka wachan evam sravan karti h. pura din bhaktimay bana rahta h aj ke bhi samay me is prakar ki ashta aur prem dekh kar man praffulit ho jata h tatha apne hindu dharm sanatan ki yado ko taja karta h tatha dharm ki mahnta ka gayan karne par vivash kar deta h. aj hamare ghar par bhi pujan ka ayojan kiya gaya sabhi ne milkar puja archana ki usi ki kuch jhalkiya mai apke samne prastut kar raha hu ap log apne vicharo ko jarur sajha kare.... IMG-20180912-WA0034.jpgIMG-20180912-WA0030.jpgIMG-20180912-WA0002.jpg

Coin Marketplace

STEEM 0.19
TRX 0.15
JST 0.029
BTC 62890.35
ETH 2544.51
USDT 1.00
SBD 2.94