Giraffe dunya ka sub sy bara janwar hain (urdu-info)steemCreated with Sketch.

in #photography7 years ago

Agar hum es janwar ki baat karty hain to ye janwar dunya ka sub sy bara janwar hai ye janwar ziada tar africa mai hoty hain eski gardan or tangay buhat lambi hoti hain jis ki waja sy ye janwar buhat taz bhag sakta hain. or lambi gardan ki waja sy onchy onchy darkhto ky patty buhat asani sy khaa sakta haies janwar ki buhat achi khoubia hai jo es mai paie jatee hain. or es ki khaal bar buht bary bary sia dabby hoty hai jo zebra ki khal sy milty hain or giraffe ki tangay inasan sy 6' tak lambi hoti hain
Es janwar ki zaban size mai taqriban 21" hoti hain or es janwar ko khamosh janwar kaha jata hain or ye khamosh reh kar hi apni zindagi guzr daita hain or agar es ki gardan ki baat kary to wo size mai 6' tak lambi hoti hain.

Dunya mai sub sy ziada janwar africa mai paiee jaty hain or ye haqeeqat baat hai kafi country sy ziraffe khatam ho chuky hain. or en janwaro ko 24 ghanty mai 5 sy siraf 30 mints mai neend ki zrurat parti hain. or eska wazan ziada sy ziada 1930 kilo gram hota hain or esky mada ka wazan 80 1180 kilo gram hota hain. jiraffe ka mun onth ki tah ka hota hai jisy hum engkish mai camel kehty hain.

Ontho ky muqably mai giraffe bgair pani piye ziada dur tak jaa sakty hain.or es ki types 9 trah ki hoti hain or eski types eski jild ky dabbo sy pehchani jaati hain.

Coin Marketplace

STEEM 0.18
TRX 0.16
JST 0.029
BTC 62589.43
ETH 2437.01
USDT 1.00
SBD 2.65