Jeff Bezos Net Worth Crosses 150B$ | How Amazon.com earns ?| Worlds Richest Man 2018-19

in #jeffbezos6 years ago (edited)

Worlds Richest Man 2018

aaj k is blog me ham bat karenge Jeff Bezos k bare me kal khabar aati hai ki Jeff Bezos jo amazone.com ke founder hai unki net worth hai vo 150B$ k par pahuch gai hai me apko batadu 2015 me Jeff Bezos ki Net Worth 48B$ thi or 2018 ate ate unki net worth jo 100B$ se bhi jyada bad gai hai to ham is blog me jane ge ki Jeff Bezos ki net worth kese itni bad gai uske bare me jane ge or sathi sath me apko Jeff Bezos ki story bhi bataunga k kese unhone start kiya tha kitni humble begining thi unki or kaha aj ki rate me poch chuke hai or sath hi sath ham abhi bat karenge ki amazone.com kese earn karta hai

Jeff_Bezos_Pad-879x485.jpg

Dosto bat kar rahe hai amazone.com k founder Jeff Bezos ki jinhone 3 sal me 68 lakh karod se bhi jyada kamai kari hai or a duniya ko chokane vali bat hai

Who is Jeff Bezos

Jeff bezos was born on january 12 1964, in Albuquerque, New Mexico.
me apko batadu inke father and family koi rich nai tha noramal garane se hi tha unka parivar

jeff bezos ne 1994 me ak company start ki uska nam tha amazone.com or a nam america ki ak mashhur river ka nam hai or unke garage me amazone.com company ki suruvat jeff bezos ne ki thi saruaat me books vagera hi bechte the unki success ka andaja lagaya ja sakta hai ki jeff ne 24 sal ki umra me hi 150M$ sampati ke malik hai

20170818-amazon-figure1.png

uske bad me apko batadu k a duniya k pahele aese insan hai jino ne 100B$ ka ankda par kiya hai or jo dusre number par hai vo he bill gates unki sampati karib 94B$ ke karib hai

jo saval aata hai vo a hai ke unki sampati 3 sal me double se bhi jyada kese ho gayi to unka major hissa hai vo amazone.com se aata hai or ak or inki company hai jo space travel me kam karti hai BLUE ORIGIN vaha se aata hai par inki major kamai amazone.com se aata hai to sabse pahle bat kar lete hai ki amazone.com work kese karta hai

chartoftheday_9174_amazon_operating_profit_n.jpg

How Amazone Works

to me apko batadu k amazone.com 14 country me run hai jin me us hai uk hai germany hai japan hai iatly hai span hai canada hai india hai to ap dekh sakte hai chart me inki jo incom hai vo sabse jyada kaha se hoti hai unki kamai ka raj yahi hai ki log ab online buy karna jyada pasand kar rahe hai.

chartoftheday_10416_google_s_ad_revenue_in_perspective_n.jpg

agar me bat karu k apko kitne product mil jayenge amazone.com pe buy karne ke lia to 3Billion product mil jayenge or amazone webservices bhi hai vaha se bhi a kamai karte hai or sath hi sath amazone prime k vaha se bhi ak major hissa aata hai or ap online payment karte hai to ads vagera hoti hai vaha se bhi paisa aata hai to is hisab se ye company online sale karti hai or ajki rate me amazone sabse top par selling karti hai online ke mamle me or iske alava jo unke share hai unme 16% groth rahi hai pichhle 2 3 salo me

MW-EA115_amazon_20151130101526_ZH.jpg

kyuki log ab jyada invest kr rahe hai amazon ke ser me kyuki logo ko ab profit dikh raha hai to dosto ap bhi apni life k goal ko pura karne ke lia try kro kabhi bhi puchhe nahi hate bas try karia or ap bhi meri tara success honge a jeff bezos kete hai nai ke me.

MW-FY591_amazon_20171117124343_ZH.jpg

Don't Be afraid to fail Be afraid not to try

Coin Marketplace

STEEM 0.18
TRX 0.16
JST 0.031
BTC 62471.79
ETH 2621.42
USDT 1.00
SBD 2.56