New poem HUM MILKAR COVID KO HARAYE GE #06 | @ayeshask 15/April/2021

in Best of India3 years ago

Assalamualaikum

Hello steemians
So how are you guys hoping that everyone will be healthy and your family too.

   ******* HUM MILKAR COVID KO HARAYE GE ********

Pyar ke is sahar me,
Mohabbat ki is dunya me.

Dekho konsi ye bimari aayi hai,
Corona naam ki mahamari Puri dunya me chai hai.

Prakruti ko is dunya ke,
Is ne thes pahocai hai,
Covid naam ki mahamari hamari dunya me chai hai.

Milkar hum ise haraye ge,
Ek dusre ka saath dete jaaye ge.

Do gaj ki duri banaye ge,
Hum mil kar ise haraye ge.

Na haat hum milaye gi,
Na mu se mask hataye ge.

Apni zimedariyo ko hum pura karta jaaye ge,
Is dunya ko hum sab milkar hi bachaye ge.

Ek dusre ka saath nibhaye ge,
Is dunya ko hum bachaye ge.

Bhuko ko khana khilaye ge,
Is dunya ko hum bachaye ge

Bimaro ka bhi saath nibhaye ge,
Is dunya ko hum bachaye ge.

Apni immunity ko hum badaye ge,
Is mahamari ko hum haraye ge.

Har ghar tak baat pahocaye ge,
Hum mil kar is bimari ko haraye ge.

************** END *****************

IMG-20210415-WA0000.jpg
Source

Suggest by @drqamu and @dharamps

Jaanti hu kuch bhi rhyming nahi hai 😣 sry

****Suggest me the subject for next poem in comment box*****

Thank you!

Cc:-
@steemitblog
@steemcurator01
@steemcurator02
@bestofindia
@booming04
@prakhar9675
@thakur9520
@rishabh99946

Sort:  

You have written a very good poem and together we will beat corona.And you keep writing such a good poem.
Have a nice day
Thank You

Coin Marketplace

STEEM 0.19
TRX 0.15
JST 0.029
BTC 63039.96
ETH 2549.01
USDT 1.00
SBD 2.78