japan vs america war par kuch jankari

in #history6 years ago

Japan par parmanu hamla kar ke Jab America apne aapko sabka baap maan ne laga or super power bana tab usne apne Nevada state ke registan me bahut sare parmanu parikshan (atom bomb blast testing) kiye or uss registan ki jameen me zaher (radioactive poison) mila diya. Radioactive cloud ne jab apna pura zaher utaah ke registan me barish ki tarah barsaya or puri jameen laal rang ki ho gayi. or Usi par 1956 me ek film ka shooting hua jo Changez khan par bani thi. Asal me wo film Mongolia ke registan me shoot

Images via
hone wali thi magar waha par 220 logo ka unit lekar jana us wqt bahut bhaari pad jata or fir kuch producer ke logo ne is laal jameen par film ka shooting karne ka faisla kiya or fir 220 logo ke unit ke sath hero heroin camera man director sab ne milkar us jameen par film shoot ki jisme ghode daud rahe they or us se uthne wali zaherili dhul sabhi kalakaro ki naak me gayi or thode saalo baad uss film ke bahut sare

Images via
kalakaar ek ke baad ek cancer ki bimari se marne lage they. Film ke main actor ko fefade ka cancer hua. Or baad director ko thyroid cancer hua or dhire dhire sabhi log marne lage.kuch to aise log bhi they jo waha shooting dekhne gaye they or unko bhi isi wazah se marna pada. Uss film ka naam tha THE CONQUEROR. Jo 1956 me release huyi thi. Wikipedia par aap is film ke bare me jyada jaankari padh sakte ho. America ko iska anjaam tab pata chala or parmanu testing bandh karna pada.
INFORMATION SENT BY...

Images via
DOSTO AAPKOYEH MERI KHABAR KAISI LAGI AGAR ACHI LAGI HO TOH PLEASE AAP MUJHE FOLLOW KAR DIJIYE KYUNKI MAIN AISE HI NEWS LAKAR KE APKE SAMNE RAKHUNTA RAHUNGA.

FOLLOW ME:-

Sort:  

You got a 2.80% upvote from @postpromoter courtesy of @chitah!

Want to promote your posts too? Check out the Steem Bot Tracker website for more info. If you would like to support the development of @postpromoter and the bot tracker please vote for @yabapmatt for witness!

Buenas noche Excel post gracias por tu publicación. Saludos desde Venezuela hasta luego. Te invito visitar mi blog

Coin Marketplace

STEEM 0.26
TRX 0.11
JST 0.033
BTC 64014.44
ETH 3064.06
USDT 1.00
SBD 3.86