farsh par beth kar khane ke fayde

in #health5 years ago

image source

Farsh par beth kar khane se hamare sarir ke leye bhut he fayda milta hai or farsh par khana khane se ek per dushre per par rakh kar khane se ke mudra ek asan ke mudra hai esh mudra mai beth kar khane se hamare sarir ko khana acche se poshan milta hai or khana asane se pach bhi jata hai. Farsh par bethkar khanese maan bilkul saant rahta hai. Farsh par beth kar khane se hamara sir dard bhi door hota hai or farsh par beth kar khane se radhay rogeyo ke leye bhi fayde mand hai or vajan control mai rahta hai.

Sort:  

Acha lagta hai jab koi hindi main likhta hai......
continue....

Coin Marketplace

STEEM 0.16
TRX 0.15
JST 0.027
BTC 59456.51
ETH 2300.03
USDT 1.00
SBD 2.48