amla ke guan
image source
Guno ke mamlo me amla ke koi tulna nahe hai sath he ye ek chota sa faal hai. Amla balo ko majbot banata hai sathe haddeyo ko bhi majboot karta hai. Amla radha ke rogeyo ke liye fayde mand hai sath se radhay ke rog se bachata hai amla vajan ghata ne mai bhi fayde mand hai. amla mai bharpur matra mai vitamin C mojud hai jo tvacha ko komal banata hai sath he gale ke kharas ko dur karta hai. Bar bar per=shab ko rokta hai sath he daybites ko comtrol mai rakhta hai amla pachan kriya ko bhi majbot banata hai.