Today I made Irani dish Kobeeda kabab and zafrani rice....

in #food7 years ago

Kobeeda kabab matlb Keema seekh kabab...
Koneeda racepie mai mutton lamb ya chicken ka keema use karty hain mainy chicken ka dala hai keema 250g mai aik bari payaz ko kadu kash kiya sath kali mirch garam masala namak haldi zafran peesi hari mirch lal mirch dal kar mix kiya or aik ghanta fridge mai rakha phr is ko bbq
karen ready.

ZAFRANi Rice
Rice boil kar k pani phenk de phr butter zafran dal kar dam de ready

Coin Marketplace

STEEM 0.17
TRX 0.15
JST 0.028
BTC 60352.73
ETH 2410.03
USDT 1.00
SBD 2.44