daaarrrr

in #daar7 years ago

mera name adnan khan hai aur ye problem hai ki mujhe kidney ki problem ha
ek din ma seer karni gaya meri saath meri 3 dost thi hum paharo par jarrahi ti ek khubsurat jungle tha hum ne faisla karliya ki ye jagah teek tak ha chalo dofahar tak hum waha rahe kuch kani peeni ki bandobast karrahi ti aur hamare saath paani kam te aur mujhe pani ki zaroorat ti tu maine apni dosto ko kaha ki ma paani talash karraha hu agar mujh se har ten min baad rabta karna ma waha se rawana hochuka ta maine taqreeban 1 kilometer tak ka rasta tay karliya par ma tak chuka pani nahi meri kidney ne dard shoro karchuka ta na ma aur ja sakta na ruk sakta meri dimag ni kaam band kardiya maine socha apni dosto ki saath contact kardo par waha signal bhi jaam ta kaam nahi kaaraha tha tu ma ek dam sa dara ki mera kya hoga bas khair ek qadam tu baith jata phir acha hua ki maine waha ek ghar deka waha par maine awaz de waha se ek bura admi aya aur mujh se `kha ki tum ne mujhe awaz q di maine kaha mujhe ye problem ha aur mujhe paani ki zarurat ha please mujhe ek glass pani pila do us ni mujhe se kaha agar apki paas kaani ku kuch ha tu doo warna.............................................................
baaqi ma next articles ma bataunga ki kya hoa

Coin Marketplace

STEEM 0.20
TRX 0.16
JST 0.030
BTC 65775.16
ETH 2664.91
USDT 1.00
SBD 2.87