Karan and Aalia Bonding

in #bollywood6 years ago

Aalia bhatt ne saal 2012
Me karan johar ki film student of the year se bollywood me debut kiya tha. Aalia or karan johar ki bonding kaafi acchi hai. Or aalia apne dil ki har baat karan se share karti hai. Aeisa khud aalia ne kha hai. Unhone karan johar ke baare me kaha ki unhe karan se baat karna accha lagta hai. Or wo unse kisi bhi baare me baat kar sakti hai. Aalia ne kaha ki karan aeise saksh hai ki mai unse kisi bhi mudde par baat kar sakti hu chahe wo personal baat ho ya fir professional. Unse baat karna mujhe alag hi level par refresh kar deta hai. Aalia in dino star plus ke
Project se jud gyi hai. Or is channel ke promotion me wo najar aa rahi hai.

Image-https://www.vogue.in/content/alia-bhatt-manish-malhotra-and-karan-johars-night-out-in-mumbai/

Sort:  

Go here https://steemit.com/@a-a-a to get your post resteemed to over 72,000 followers.

Coin Marketplace

STEEM 0.19
TRX 0.15
JST 0.029
BTC 62827.81
ETH 2583.62
USDT 1.00
SBD 2.73