Doobna-2
Achrya ke sawal ka uttar dete hue vivekanand bole- mai is kinare se dheere dheere sparsh karunga, kyoki bich me kood jaane se jivam astitav hi sankag me aa jaayega. Narender ka itna kehna tha ki uske saathi uski peeth thapthapne lage. Sab kehne lage ki usne samjhdaari waala uttar diya, magar ramkrishan paramhans gussa hokar bol pade, murkh jiske sparsh se tu amarta ki kalpana karta hai, uske bich me kood kar tujhe martu ka dar lagta hai? Jiske sparsh maatar se tu amar hone ki chah rakhta hai- uske bich me doobte hue darta hai? Ye baat tum sab log haanth baandh lo, chahe bhotik unatti ho ya aadhyatamik, jab tak uske liye mitne ki had tak ka sampuran samparn nahi hota, safalata nahi milti.
Image Credits-https://pixabay.com/en/drip-drop-of-water-wave-wet-water-921067/
You got a 3.19% upvote from @postpromoter courtesy of @dhankar!
Want to promote your posts too? Check out the Steem Bot Tracker website for more info. If you would like to support the development of @postpromoter and the bot tracker please vote for @yabapmatt for witness!