diamond and graphite

in #writing6 years ago


diamond
heera corben ki khalis tareen shakel hai.heere ki qalmen qudarti tor per zameen k ander pai jaati hen.lekin isse lab mn bhi banaya ja sakta hai.
iss tariqe mn graphite ki aik choti si qalam le ker cup mn khalis koile ke ik tukre ko lohe ke zraat ke saath barqi bhatti mn khoob garm kia jaata hai. jab lohaa pighal jaata hai to carbon taqreban 3500c se 4000c apash per iss mn mil jati hai.ab ise foran thandha ker lia jaata hai to koila heere ki surat akhtiar ker leta hai . iron ko namak ke teezab mn hal ker k in choote choote heroon ko alag ker lia jata hai.

heera sakht shaye hai ye zewrat , sheesha katne , chatano mn sorakh kernewale barmo pahron ko kaatne or trashne ke kaam ata hai. ye barqi ro ke lie gaer mosool hota hai.

graphite.

ye qudarti tor per wasee miqdaar mn paya jaata hai.
ye sanati tor per gaer qalmi corban se rait ke saath milaap se banta hai.graphite choone mn narm o mulaim aor colour mn black hota hai.heere ke barakas grephite hararat or barqi ro la axa mosal hai carbon ki surat pensalon ke sikon or battries ke masale bana ke kaam ati hai. iron per ager grephite ki layer charha di jai to ye iron rust lagne se bach jaata hai.

Sort:  

you aro posting very nice posts good work keep it up.

very very good post my dear friend.
i always with you keepit up my dude.

Coin Marketplace

STEEM 0.23
TRX 0.21
JST 0.036
BTC 98546.61
ETH 3370.70
USDT 1.00
SBD 3.14