kach wale ghar ke sundarta
image source
Ham dekh sakte hai ke yeh pura ghar kach ka bana huva hai or ham dekhsakte hai ke ish gharke ek baju pahaj hai jish par ghas or jhad najar aa rahe hai jishka pura pratebibmb ish ghar par najar aa raha hai ish gharke neche bhi charo taraf ghas or phool najar aa rahe jo ghar par najar aa rahe hai. Ish ghar ke peche bhag mai bhi pahad najar aa rahe hai jiska pratibimb pura ghar par najar aa raha hai or akas mai najar aa rahe badal bhi ish ghar par najar aa rahe jese pura ghar bahut he sundar najar aa raha hai.
