Ye drama jarur dekhe

in #film7 years ago

Aaj ek bahut achha series dekha maine aaj kisi film ke baare me baat nahi karenge aaj ek web series ke baare me baat karenge jo haal hi me ullu app me aaya hai. Ullu app ek web series ka app hai jiss me saptaah me ek series to upload ho hi jaata hai. Usme bas adualt series hi hote hai agar aap ko bhi adualt chije pasand hai to aap iss ko dekh sakte hai. Mera matlab iss app ka subscription le sakte hai.


Image from ullu

Iss series ka naam halala hai iss ke baare me to aap logo ne suna hi hoga. Ye muslimo me hota hai jab ladki ka pati apni patni ko 3 baar talaaq talaaq talaaq bol deta hai to uska talaaq ho jaata hai. Ye to sach me hadd hai yaar koi kanoon nahi batao apni biwi ko chodna hai to bas 3 baar talaaq bol do khatam kahani. Na police ke pass jana na coat kachahri jaana bas talaaq bolo aur ho gaya talaaq sala ye to ek dum hadd hi hai. 

Majedaar baat ye hai ki talaaq kewal pati hi de sakta hai patni talaaq nahi de sakti hai. Ab agar pati ne talaaq de diya gusse me fir wo usi ke saath shaadi nahi kar sakta hai. Uske saath fir se shaadi karne ke liye kisi dusre ladke se ladki ki shaadi karwaani padti hai aur isi ko halala kaha jaata hai. 

Ye ek achha chij hai yaar kisi dusre bande ka faayda ho jaata hai. Kuch din ke liye usko patni mil jaati hai fir maje karo jitna maje karna hai utna maje karo ek dum mast. Batao bechaari ladkiyo ko bahut jhelna padta hai yaar sala pati 3 baar talaaq bol de fir dusre se shaadi karo aur fir uske saath sex karo. Jab tak sex nahi karoge tab tak halala nahi hoga ye bhi ek dum hadd hi hai yaar. 


Image from ullu

Patni banne ke baad sex karna jaruri hai warna halala nahi hoga. Ye series isi ke baare me hai. Dekho ladki par kitna julm hota hai agar aap ne nahi dekha hai to ye series jarur dekho aur agar aap ke pass ullu app nahi hai to fir kisi piracy website me dekho aap ko mil hi jaayega agar aap ko chahye to niche comment karna main aap ko link de dunga. 

Video from ullu

Ye dekho ye iss series ka trailer hai. Aap ko trailer dekhne ke baad jarur ye series dekhne ka dil karega. Utna khaas nahi hai lekin fir bhi main aap se kahunga ki aap ko dekhna chahye. Muslimo me ye pratha sach me bahut kharab chij hai. Isliye bahut se muslim iss ke against hai lekin abhi bhi kuch muslim aisa chahte hai unko maja aata hai. 

Apni biwi ko dusre se sex karwaane me aur dusri ki biwi ke saath sex karne ka bhi mauka mil sakta hai isliye unko ye chij achhi lagti hai. Lekin mujhe to ye bahut hi bekaar laga hai. Pata nahi iss ko kiss ne shuru karwa diya iss ke baare me to Quraan me bhi nahi likha hua hai. Achha aap batao aap iss ke khilaf ho ya fir aap 3 talaaq se raazi ho matlab aap ko ye chij pasand hai. 

Sort:  

You got a 93.84% upvote from @minnowvotes courtesy of @amrishraj!

Coin Marketplace

STEEM 0.04
TRX 0.32
JST 0.084
BTC 61656.48
ETH 1593.99
USDT 1.00
SBD 0.47