family k saath khana

in #khana8 years ago

family hamari zindagi ka aik ahm hisa hota hai aur family k saath waqt guzarana mujhe bohat acha lagta hai family k saath agar khaney ki baat aye to is ka apna hi maza hai main ne kal apni family k saath aik restaurant main khana khaya main family k saath aik restaurant gaye aur hum ne wahan Bar B Que ka order dia bar b que bohat hi mazeedar aur laziz tha aur hum sab ne bohat shooq se khana khaya khaney main murgh tikka murgh kabab aur beef kabab the hum sab ne bohat maze k saath khana khaya aur bohat enjoy kia
1.jpg
2.jpg

Sort:  

yummy food

😂😂😂😂😂

Coin Marketplace

STEEM 0.04
TRX 0.33
JST 0.103
BTC 64201.88
ETH 1871.04
USDT 1.00
SBD 0.35